Mausi:-? Bura nahi manna beta magur itna tou ppochna hi padta

hai hi ki ladka kis Organistion main hai..?? Uskey Lakshan

kaisey hai.Kmata Kitnna hai..

Amitabh:-Kammaney ka kya hai mausi ek baar Company join kar li

tou late nights mein kamma hi leyga..

Mausi:- Tou kya woh Late nights karta hai..

Amitabh:-nai nai maine kabh kaha ki woh Late nights karta [...]